Achary Gaurav vashistha
Vedic Astrology · Nāraura · 1.4k followers
22 years
Experience
5k+
Orders
₹60.00
Per minute
Offline
Right now
About me
Mere baba Shri sansad mahavidyalay mein pradhanacharya rahe the uske bad Sanskrit mahavidyalay mein hamare tauji vyakaran pad per rahte hue Ved vyakaran jyotish karmkand ityadi per aate the aur maine apne parivar Se Hi yah jyotish Vidya sikhi hai aur present mein Muradabad sansad Vidyalay mein principal hun Jahan main bacchon ko Ved vyakaran aur jyotish padhata bhi hun hamare bahut yajman hai jo anek varshon Se hamare Sath Jude hue hain jinka jyotish ke madhyam se unki samasyaon ka Samadhan Kiya Hai aur vidyarthiyon ko bhi jyotish Ved vyakaran subject Ko Main padhaataa Hun jisse anek Vidyarthi bahut acchi yogyata prapt bhi kar chuke hain
Languages
Specialties
Gallery
5 photosReviews (1k+)
- P
Prabhakar 🇮🇳 on 6 Oct
बहुत अच्छा प्रिडिक्शन और बहुत अच्छा सॉल्यूशन गुरुजी बहुत अच्छे हैं मेरी सारी समस्याओं और उनके हाल के बारे में बहुत अच्छे से क्लियर बताया है धन्यवाद गुरुजी आपका
- S
Syed 🇮🇳 on 6 Oct
bohat ache hai guru ji aur sab sahi batate hai m agree with him Thanks 🙏 guru ji
- J
Jayender 🇮🇳 on 5 Oct
Thank you for guiding me
- R
Raju 🇨🇦 on 5 Oct
very nice explanation 👌
Sign in to read all 1k+ reviews.