Tanvir

Tanvir

Vedic Astrology · Khalīlābād · 1.3k followers

Verified

25 years

Experience

5k+

Orders

₹40.00

Per minute

Offline

Right now

About me

Sarvpratham client se baat karte hain samay unka situation kya hai us situation ko samjhana hoga,, Aksar log jab pareshan hote hain Kisi prakar ki samasya hoti hai tabhi jyotishi ke pass jaate Hain aur use samay customer ko pura mahsus hona chahie ki aap unhen pura samay de rahe hain, aur unka Bharosa jitne ke liye unke kundli ke atit ki 1 ya2 baten bataen jisse customer ko aap per trust Karen Jaise koi ghatna ya naukari mein bada badlav ya Bachpan mein Koi swasthya sambandhit samasyaen Jaise pair mein chot ke Nishan hona, aur client ko hundred percent Vishwas dilana hoga Jo bhi Main Kah Raha Hun Sach Kah Raha Hun, aur client ko Kisi bhi prakar ka dar bhay ka unki samasya kya hai use per Ham focus karte Hain, aur unhen ham batate Hain grahon ke sthiti ke Karan grahon ka Rashi Parivartan hota rahata Hai unke upay karne se positive soch rakhne se sab kuchh behtar hone lagte Hain aur unko vyavharik aur aasan upay bataenge, aur unhen Dainik dincharya badalne Mantra Jaap Dan, ya prakrutik se Jude wale aasan upay batate Hain jaise Hanuman chalisa ka paath karna daily Shiv ji ki Puja karna Tilak lagana Om bhagwate vasudevay namah Mantra ka Jaap 108 bar daily karne ke liye aur grahon ke mhadsha antrdsha pratyantar dasha Jo chal rahi hai usse related upay, kabhi kabhi dekha jata hai Shubh grahon ke mhadsha antrdsha Chal Rahi Hai uske bad bhi vyakti ko acche response nahin Mil paate Hain kyunki grahon ki degree kam hoti hai use samay usse related bhi upay batate Hain paapak krur grahon ki mhadsha antardasha chalti Hai ya pratiyantar dasha to uske bare mein upay batate Hain use upay ko karne se vyakti ko positive energy milati hai aur aasani Se Kar bhi lete Hai , aur jhutha dilasa nahin dilaenge kundli mein aane wala samay Thoda kathin Hai to unse jhooth nahin bolna hai, lekin usse batane ka tarika sakaratmak hona chahie, Jaise Ham kahate Hain aane Wale 6 mahine aapko thoda sambhal kar chalna hoga aur kisi bhi prakar ki jaldbaji Na Karen jo bhi kam Karen soch vichar kar Kare

Languages

HindiEnglish

Specialties

Vedic AstrologyPalmistryFace ReadingLife CoachPsychic Reading

Reviews (985)

4.5
  • A

    Aditi 🇺🇸 on 27 Oct

    He is very knowledgeable , and explains things in a very simple manner. And will guide you in the right direction. Thank you!

  • S

    Shivani 🇮🇳 on 27 Oct

    very helpful app sari tension khatam ho gaya jayega

  • L

    Laxmi 🇮🇳 on 26 Oct

    Guru ji apki bato se hm satisfied hote hai kyu ki aap bhut ache se sari bato ko samjhate hai

  • G

    Gayatri 🇮🇳 on 26 Oct

    good prediction gratitude

Sign in to read all 985 reviews.

Offline right now · billed per started minute

₹40.00/min · ₹45.00/min
Chat with Tanvir